Chords Used – Capo 1st fret
Rhythm – D UDUD UDUD DU
Em7…D….Cadd9
There are differnt shapes for Em7..D..C
otherwise you can use the normal shapes as well
Kaayar jo (Em7)the, woh shaayar ba(D)ne
Ab kya-kya kare(Cadd9)in yeh ishq mein..(D)
Na kehte the (Em7)kuch jo, lage khoj me(D)in
Kya lafz chu(Cadd9)ne, naye aashiq yeh..(D)
Ishq mein (Em7)tere hain Faiz ba(D)ne
Arz ki(C)ya hai
Humne bhi li(D)kha kuch tere baare mein hai
(Em7)Aise tu lage ki gu(D)laab hai
(Em7)Aur aise tu lage ki gu(D)laab hai
Baaghon (Em7)mein dil ke khilke inn fi(D)zaaon mein chhaye (C)ho, haaye..(D)
Aur (Em7)waise hum toh tere hi ghu(D)laam hain
Aur (Em7)waise hum toh tere hi ghu(D)laam hain
Baad(Em7)shah dil ke, teri baazi (D)mein jo tu chaa(C)he toh..(D)
Doobе (Em)dilo ki kya naav ba(D)noon?
Main khud tair (C)paaoon na aankhon mein..(D)
Shaayar ki (Em)fitrat mein hi doob(D)na
Main kya hi la(C)doon toofanon se..(D)
Ishq mein (Em)tere hain Faiz ba(D)ne
Arz ki(C)ya hai
Humne bhi li(D)kha kuch tere baare mein hai
Haa(Em)thon ko sambhale mere (D)haathon mein
Kaise (Em)haathon ko sambhale mere (D)haathon mein
Jab tak (Em)neend na aaye, inn (D)lakeeron mein baatein(C) ho, haaye..(D)
[Sargam]….Em…D…C…D
(Em)Haan, sab ne toh sab keh D)diya hai
Kya hi ka(C)hoon jo abhi bhi an(D)kaha hai
(Em)Main, haaye, naa Mirza, (D)naa Mir, naa maahir, (C)naa zaahir
Karoon kuch na(D)ya main
Haaye, (Em)par jo bhi likha (D)hai, jiya hai
Haan, ji(C)ya hai
(D)Aise, aise, aise, kaise, waise, jaise
[Chorus]
(Em7)Jaise main padhoon mere (D)dil mein jo
Meri (Em7)aankhein bhi padhe teri (D)aankhon ko
Kya yeh (Em7)mehfil mein baithein? Ya (D)uthein
Daud jaane(C) ko, haaye..(D)
Teri (Em)aankhon mein taareefon ki ta(D)laash hai
Meri (Em)mehfil tere jaane se (D)veeraan hai
Main bas (Em)shaayar bana hoon
Sirf (D)tu sun’ne aaye (C)toh…(D)
Shayad (Em)shaayar bana hoon
Sirf (D)tu sun’ne aaye (C)toh…(D)