Guzarish Guitar Chords – Satinder Sartaaj

🎧 19 views

Capo – 4th fret
Chords – Am..G..F..Em..Dm
Strumming – D DU UDU

Gul-ka(Am)don mein mehakhti si dil-ka(G)shi ka khwaab hai
Noor (Em)ka ye shaamiyana khoob (F)hai, nayaab (Am)hai
Naaz(Am)neen ne rooh ko nazron se (G)roshan kar diya
Meherbaa(Em)ni, shukriya, tasleem (F)hai, adaab (Am)hai

Khwaab (F)gaahon se ho chuki hai ra(Em)waangi
Abhi (Dm)baadalon pe chhaaye gi dee(Am)wangi
Khwaab (F)gaahon se ho chuki hai ra(Em)waangi
Abhi (Dm)baadalon pe chhaaye gi dee(Am)wangi

Humein (Am)chitthiyaan mili hain mah(G)taab se
(F)Chitthiyaan mili hain mah(G)taab se
Koi (F)bach nahi paayega sha(G)baab se
Aaj (F)aaye hain huzoor bena(Dm)qaab se

Guzaarishon pe (F)gaur kijiye..(G)
Guzaarishon pe (Am)gaur kijiye…(G)

Baat (Dm)hui hai bahaaron ki gulaab se
Waak(F)fiyatein bhi ho gayi hain shadaab se
Woh to (Dm)maangte hain shokhiyaan ja(G)naab se

Guzaarishon pe (F)gaur kijiye..(G)
Guzaarishon pe (F)gaur kijiye…(G)

Aashi(Am)qana sa mizaaj hai a(G)daaon mein
Woh mi(Dm)laayenge suroor bhi fi(Am)zaaon mein…(F)..(Em)
Aashiqana sa mizaaj hai adaaon mein
Woh mi(Dm)laayenge..(E) suroo(F)r bhi (Em)fizaaon (Dm)mein

Ki nasha (Am)akhiyon mein zyaada hai sha(G)raab sе
(F)Akhiyon mein zyaada hai sha(G)raab se
Aur (F)jalwe kamaal, laaja(G)waab se
Maine (F)suna hai, woh aaye hain Pun(Dm)jab se

Guzaarishon pe (F)gaur kijiye..(G)
Guzaarishon pe (Am)gaur kijiye…(G)

Humein (Am)chitthiyaan mili hain mah(G)taab se
(F)Chitthiyaan mili hain mah(G)taab se
Koi (F)bach nahi paayega sha(G)baab se
Aaj (F)aaye hain huzoor bena(Dm)qaab se

Guzaarishon pe (F)gaur kijiye..(G)
Guzaarishon pe (Am)gaur kijiye…(G)

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

You cannot copy content of this page